Top 12 Memorable Dialogues from Farzi Web Series
https://thereviewstories.com/
01.
Ek sach baat bolu, humne is duniya ke sabse imandaar aadmi ki photo, is duniya ki sabse kamini cheez pe chaap di
02.
Humlog middle class nhi hai, humlog middle finger class hai
03.
Bhagawat aur kranti mein farak sirf itna hi hai ki, jo har gaye vo bhagawat khelayi gayi, jo jeet gaye vo kranti laye
04.
Soch badlne se sach nhi badlega
05.
Sachai ka rakhwala, Bhosdiwala
06.
Kabhi to apna kaam? Apne kaam ana chaiye
07.
Be maan kuch bhi krne se koi fayada nhi hai, kuch bhi krna hai to dil lagage karo, adhe adhure karne se na kaam acha hota hai na dil khush hota hai
08.
Insaan ki fitrat mein hoti hai lalach, aur fitrat kabhi badalta nhi
09.
Paisa, hum sab dekhte hai, ginte hai, kharch the hai, par kya sach mein use kisine gaur se dekha hai
10.
Beta, paise ko itna importance bhi mat dena, ki tuje gulam bana de
11.
Insaan log ka drama na dekhne mein bohot acha hai, sabke andar choor hai, sirf chance ke liye wait krta hai
12.
Koi hamesha jaruri nhi hota zindagi mein, ya tho jarurate badal jati hai, ya phir log badal jate hai
https://thereviewstories.com/
More Stories
I have listed the most memorable dialogues from the Web series Farzi
Read More